Slideworld Powerpoint templates

Friday, November 17, 2006

Shaadi ke baad

Shaadi ke baad –

Patni kaise badalti hai? Zara gaur kijiye.

1st year: Maine kaha ji Khana kah lijiye, aapne kaafi der se kuch khaya nahi.
2nd year: Ji khana tyaar hai laga du.
3rd year: khana bann chukka hai jab khana ho toh bataa dena.
4th year. Khana banakar rakh diya hai main bazaar ja rahi hu, khud hi daal banakar kha lena. 5th year: Main kehti hoon mujhse aaj khana nahi banega hotel se le aao.
6th year: Jab dekho khana khana aur khana abhi subah toh khaya tha…

No comments: